Movie : Didi दीदी( 1959 ) Music Director : Sudha Malhotra
Lyricist : Legendary urdu poet Sahir Ludhianvi
ज़िन्दगी सिर्फ मुहब्बत नहीं
कुछ और भी है
जुल्फ ओ रुखसार की जन्नत नहीं
कुछ और भी है
भूख और प्यास की
मारी हुई इस दुनिया में
इश्क ही एक हकीकत नहीं
कुछ और भी है...
Singers : Sudha Malhotra and Mukesh
Song : Tum Mujhe Bhool Bhi Jaao
Music : N.Dutta
Actors : Sunil Dutt, Shobha Khote, jayshree ,firoz khan ,Lalita Pawar
Lyrics :-
tum mujhe bhool bhi jaao to
ye haq hai tumko
meri baat aur hai
maine to muhabbat ki hai
tum mujhe bhool bhi jaao to
ye haq hai tumko
mere dil ki mere jazbaat ki
keemat kya hai
uljhe uljhe se khayalaat ki
keemat kya hai
maine kyun pyaar kiya
tumne na kyun pyaar kiya
in pareshaan sawalaat ki
keemat kya hai
tum mujhe bhool bhi jaao to
ye haq hai tumko
meri baat aur hai
maine to muhabbat ki hai
tum mujhe bhool bhi jaao to
ye haq hai tumko
tum mujhe bhool bhi jaao to
ye haq hai tumko
zindagi sirf muhabbat nahi
kuchh aur bhi hai
zulf o rukhsaar ki jannat nahi
kuchh aur bhi hai
bhookh aur pyaas ki
maari hui is duniya mein
ishq hi ek haqeeqat nahi
kuchh aur bhi hai
tum agar aankh churaao to
ye haq hai tumko
maine tumse hi nahi
sabse muhabbat ki hai
tum agar aankh churaao to
ye haq hai tumko
tum ko duniya ke ghum o dard se
fursat na sahi
sab se ulfat sahi
mujhse hi muhabbat na sahi
main tumhaari hoon
yahi mere liye kya kam hai
tum mere ho ke raho
ye meri kismat na sahi
aur bhi dil ko jalaao
ye to haq hai tumko
meri baat aur hai
maine to muhabbat ki hai
tum mujhe bhool bhi jaao to
ye haq hai tumko
Lyricist : Legendary urdu poet Sahir Ludhianvi
ज़िन्दगी सिर्फ मुहब्बत नहीं
कुछ और भी है
जुल्फ ओ रुखसार की जन्नत नहीं
कुछ और भी है
भूख और प्यास की
मारी हुई इस दुनिया में
इश्क ही एक हकीकत नहीं
कुछ और भी है...
Singers : Sudha Malhotra and Mukesh
Song : Tum Mujhe Bhool Bhi Jaao
Music : N.Dutta
Actors : Sunil Dutt, Shobha Khote, jayshree ,firoz khan ,Lalita Pawar
Lyrics :-
tum mujhe bhool bhi jaao to
ye haq hai tumko
meri baat aur hai
maine to muhabbat ki hai
tum mujhe bhool bhi jaao to
ye haq hai tumko
mere dil ki mere jazbaat ki
keemat kya hai
uljhe uljhe se khayalaat ki
keemat kya hai
maine kyun pyaar kiya
tumne na kyun pyaar kiya
in pareshaan sawalaat ki
keemat kya hai
tum mujhe bhool bhi jaao to
ye haq hai tumko
meri baat aur hai
maine to muhabbat ki hai
tum mujhe bhool bhi jaao to
ye haq hai tumko
tum mujhe bhool bhi jaao to
ye haq hai tumko
zindagi sirf muhabbat nahi
kuchh aur bhi hai
zulf o rukhsaar ki jannat nahi
kuchh aur bhi hai
bhookh aur pyaas ki
maari hui is duniya mein
ishq hi ek haqeeqat nahi
kuchh aur bhi hai
tum agar aankh churaao to
ye haq hai tumko
maine tumse hi nahi
sabse muhabbat ki hai
tum agar aankh churaao to
ye haq hai tumko
tum ko duniya ke ghum o dard se
fursat na sahi
sab se ulfat sahi
mujhse hi muhabbat na sahi
main tumhaari hoon
yahi mere liye kya kam hai
tum mere ho ke raho
ye meri kismat na sahi
aur bhi dil ko jalaao
ye to haq hai tumko
meri baat aur hai
maine to muhabbat ki hai
tum mujhe bhool bhi jaao to
ye haq hai tumko
No comments:
Post a Comment