Directed by | Satyen Bose |
---|---|
Starring | Pradeep Kumar Nargis Feroz Khan K N Singh Leela Mishra Anoop Kumar Harindranath Chattopadhyay Anwar Hussan |
Music by | Shankar Jaikishan Hasrat Jaipuri (Lyrics) Shailendra (Lyrics) |
Distributed by | A A N Production |
Release dates | 1967 |
Country | India |
Language | Hindi |
Pratap meets a young woman named Varuna. He falls in love with her and soon they get married. He later finds Varuna at midnight in a night-club, where she sings, dances and gets drunk. When he demands an explanation from Varuna's part, she denies ever doing such things. Then Pratap meets a young man - Dilip, who claims to be Varuna's lover, and states that she is actually his girlfriend Peggy. It later reveals that Varuna has a multiple personality disorder.
'Raat Aur Din' Songs:
1: Aawara Aye Mera Dil
2: Raat Aur Din Diya Jale
3: Na Chedo Kal Ke Afsane
4: Jeena Hamko Raas Na Aaya
5- Dil ki Girah khol do
Aawara Aye Mera Dil Lyrics from Raat Aur Din
Aawara ye mere dil
Jaane kaha hai teri manjil
Aawara...
Veeranome, sehara ome, aati jati in raho me
Tere isaharon par, nachi me jivan bhar
Aawara ye mere dil
Jaane kaha hai teri manjil
Aawara...
Kaise kaise tufan aaye
Biajali chamki, badal chaye
Par na ruke hum tum, par na zuke hum tum
Aawara ye mere dil
Jaane kaha hai teri manjil
Aawara...
Rat aur din ke ye do chehare
Kab tak pehanoo, kuch to kehade
Kon hoon me kya hoon, such hoon ke saya hoon
Aawara ye mere dil
Jaane kaha hai teri manjil
Aawara... - (2)
Part one -
part two
Raat Aur Din Diya Jale Lyrics from Raat Aur Din
Raat aur din diya jale, mere man me phir bhi andhiyara hai - (2)
Jane kaha hai wo sathi, tu jo mile jivan ujiyara hai,
Raat aur din......
Pag pag man mera thokar khaye, chand suraj bhi raah na dikhaye - (2)
Aisa ujyala koi man me samaye, jisase piya ka darshan mil jaye,
Raat aur din diya jale, mere man me phir bhi andhiyara hai,
Jane kaha hai wo sathi, tu jo mole jivan ujiyara hai,
Raat aur din......
Gehara ye bhed koi muzako bataye, kisane kiya hai muzper annyay - (2)
Jisaka ho dikh o sukh nahi paye, joat diye ki tuze ghar ko sajay,
Raat aur din diya jale, mere man me phir bhi andhiyara hai - (2)
Jane kaha hai wo sathi, tu jo mole jivan ujiyara hai,
Raat aur din......
Khud nahi janu dhunde kisako najar, kon disha hai meri man ki dagar - (2)
Itana ajab ye dil ka safar, nadiyan me aaye jaye jaise lehar,
Raat aur din diya jale, mere man me phir bhi andhiyara hai - (2)
Jane kaha hai wo sathi, tu jo mole jivan ujiyara hai,
Raat aur din......
Dil Ki Girah Khol Do Lyrics from Raat Aur Din
Dil ki girah khol do, chup na baitho, koi geet gao - (2)
Mehaphil me ab kon hai ajanabi, tum mere pass aao
Dil ki girah khol do, chup na baitho, koi geet gao
Milane do ab dil se dil ko, mitane do majburiyon ko
Shishe me apne dubo do, sab fasalo duriyonko
Ankhon me mai muskuraoon tumahari jo tum muskurao
Mehaphil me ab kon hai ajanabi, tum mere pass aao
Dil ki girah khol do, chup na baitho, koi geet gao
Hum tum na hum tum rahe ab, kuch aur hi ho gaye ab
Sapanoki zilmil nagar me, jaane kaha kho gaye ab
Humrah puche kisi se na tum apni manjil batao
Mehaphil me ab kon hai ajanabi, tum mere pass aao
Dil ki girah khol do, chup na baitho, koi geet gao
Kal hamse puche na koi, kya ho gaya tha tumhe kal
Mudkar nahi dekhate hum, dil me kaha hai chala chal
Jo dur piche kahi rah gaye ab unhe mat bulao
Mehaphil me ab kon hai ajanabi, tum mere pass aao
Dil ki girah khol do, chup na baitho, koi geet gao
No comments:
Post a Comment