Thursday, 3 April 2014

piyA milan ko jAnA,- Pankaj Malik - 1939

kapal kumdla was made in 1939 by new theaters (calcutta) & this song became such hit that it put pankaj mullick at the pinnacle of greatness.Ranjit ray played this with his orchestra sometime in 1943-44.


piyaa milan ko jaanaa




piyA milan ko jAnA, hA.n piyA milan ko jAnA
jag kI laaj, man kI mauj, dono.n ko nibhAnA
piyA milan ko jAnA, hA.n piyA milan ko jAnA

kA.NTe bikharA ke chalU.n, pAnI DhalakA ke chalU.n - 2
sukh ke liye sIkh rakhU.n - 2
pahale dukh uThAnA, piyA milan ko jAnA ...

(pAyal ko bA.ndh ke - 2), uThI chubh nAg ke (?)
pAyal ko bA.ndh ke
dhIre-dhIre dabe-dabe pAvo.n ko ba.DhAnA
piyA milan ko jAnA ...

bujhe diye a.ndherI rAt, A.Nkho.n par dono.n hAth - 2
kaise kaTe kaThin baaT - 2

chal ke AzamAnA, piyA milan ko jAnA
hA.n piyA milan ko jAnA, jAnA
piyA milan ko jAnA, jAnA
piyA milan ko jAnA, hA.n
piyA milan ko jAnA

(total song collection of Pankaj malik )
http://smriti.com/hindi-songs/name-pankaj-mullick



No comments:

Post a Comment