Tuesday 15 April 2014

Seema - Tu Pyar Ka Sagar Hai and other songs -- 1955


Tu Pyaar Ka Sagar Hai - Classic Hit Song - Seema - Nutan, Balraj Sahni. Listen to this classic old hit song from the movie 'Seema' that will mesmerize you.

Song - Tu Pyaar Ka Saagar Hai ..a spiritual and love  song 
Movie : Seema (1955)
Singers : Manna Dey
Lyricist - Shailendra
Music Directors - Shankar Jaikishan
Actors - Nutan Behl, Balraj Sahni, Shobha Khote ,Sunder
Direction and Story - Amiya Chakrabarty

Actress Nutan got Filmfare award for the Best actress in the film

LYRICS :-
tu pyaar ka saagar hai
tu pyaar ka saagar hai
teri ik boond ke pyaase hum
teri ik boond ke pyaase hum

lauta jo diya tumne
lauta jo diya tumne
chale jaayenge jahaan se hum
chale jaayenge jahaan se hum

tu pyaar ka saagar hai
tu pyaar ka saagar hai
teri ik boond ke pyaase hum
teri ik boond ke pyaase hum
tu pyaar ka saagar hai
hmm

ghaayal man ka
paagal panchhi udne ko beqaraar
udne ko beqaraar
pankh hain komal
aankh hai dhundli
jaana hai saagar paar
jaana hai saagar paar

ab tu hi ise samjha
ab tu hi ise samjha
raah bhoole the kahaan se hum
raah bhoole the kahaan se hum

tu pyaar ka saagar hai
teri ik boond ke pyaase hum
teri ik boond ke pyaase hum
tu pyaar ka saagar hai
hmm..

idhar jhoom ke gaaye zindagi
udhar hai maut khadi
udhar hai maut khadi
koi kya jaane kahaan hai seema
uljhan aan padi
uljhan aan padi

kaano mein zara keh de
kaano mein zara keh de
ki aaye kaun disha se hum
ki aaye kaun disha se hum

tu pyaar ka saagar hai
teri ik boond ke pyaase hum
teri ik boond ke pyaase hum
tu pyaar ka saagar hai
tu pyaar ka saagar hai..


STORY OF THE FILM SEEMA ;-As a young, impoverished orphan, Gauri (nutan) is sent to be a servant in her aunt's house, where she develops into a beautiful young woman. But when she turns downs a sleazy male servant's advances, he conspires to frame her for theft and gets her thrown out onto the streets, where she struggles to get by, as men try to take advantage of her, and women distrust her. Eventually she lands in a reformatory, where she finds love with Babuji (balraj sahani) and gradually begins to come into her own.
AWARDS :-
1957: Filmfare Best Actress Award: Nutan 
1957: Filmfare Best Story Award: Amiya Chakrabarty



                     





                                   
                     
                                  


No comments:

Post a Comment