Thursday 3 April 2014

Door koyi gaaye dhun ye sunaaye.. A timeless classics song Movie : Baiju Baawraa (1952),

Song : Door koyi gaaye dhun ye sunaaye.. A timeless classics song 
Movie : Baiju Baawraa (1952),
Singers : Lata M angeshkar, Shamshad Begam, Mohammad Rafi, 
Lyricist : Shakeel Badayuni, 
Music Director : Naushad,
Director : Vijay Bhatt,
Cast : Meena Kumari,Bhrat Bhushan,Manmohan Krishna, B.M,Vyas, Surendra, Bipin Gupta,Kuldeep Kaur,Baby Tabbasum,Radhakrishan,Rajan Haksar

Lyrics : -

door koyi gaaye dhun ye sunaaye
tere bin chhaliyaa re baaje na muraliyaa re
ho ji ho
door koyi gaaye dhun ye sunaaye
tere bin chhaliyaa re baaje na muraliyaa re

man ke andar ho pyaar ki agni
ho man ke andar pyaar ki agni
nainaa khoye-khoye ki are raamaa naina khoye-khoye
arre ramaa nainaa khoye khoye
ho abhi se hai ye haal ho
abhi se hai ye haal to aage
naa jaane kyaa hoye
ke arre raamaa na jaane kyaa hoye
neend nahin aaye birhaa sataaye
tere bin chhaliyaa re
baaje na muraliyaa re
ho ji ho
door koyi gaaye dhun ye sunaaye
tere bin chhaliyaa re baaje na muraliyaa re

ho more angnaa laaj kaa pahraa
laaj kaa pahraa raamaa laaj kaa pahraa
paanv padi zanjeer
ki arre raamaa paanv padi zanjeer ho
yaad kisi ki jab-jab aaye
laage jiyaa pe teer
yaad kisi ki jab-jab aaye
laage dil pe teer
ke are raamaa lage dil pe teer
aankh bhar aaye jal barsaaye
tere bin chhaliyaa re baaje na muraliyaa re
ho ji ho
door koyi gaaye dhun ye sunaaye
tere bin chhaliyaa re baaje na muraliyaa re ..


Baiju Bawra is an award-winning 1952 Hindi movie directed by Vijay Bhatt, it stars Bharat Bhushan and Meena Kumari.

The film was both a commercial and critical success and catapulted both its lead actors into stardom. Meena Kumari went on to win the first-ever Filmfare Best Actress Award in 1954, the first of four Best Actress trophies she won in her career.[1] The film's music director, Naushad, also received the inaugural Filmfare Best Music Director Award for the song "Tu Ganga Ki Mauj"; this was Naushad's first and only Filmfare Award win. The movie is based on the legend of Baiju Bawra from the days of Mughal Emperor Akbar in India. Baiju (Bhushan) is the son of a musician who also grows up to be a musician. He comes to believe that Tansen, the famed musician at the court of Akbar, was responsible for his father's death. The movie then follows Baiju's attempt to avenge his father's death by challenging Tansen to a musical duel



No comments:

Post a Comment