Monday 5 May 2014

1955 - Chandni Ratein - (Late) Madam Noor Jahan ( Dopatta)




Lyrics : Chandani Raatein


Chandani raatein, chandani raatein 
Sab jag soay hum jagein taroon se karein baatein 
chandani raatein hoo chandani raatein..

taktey taktey tuti ja ay aas piya na aay ree taktey taktey
sham sawaray dard anookhay uthay jiya ghabra ay ree sham sawaray
raatoon ne mere neend lootli raatoon ne mere neend lootli dil ke cheen chura ay
dukhiya ankhein dhoond rahi hain wohi pya ki khatein
chandani raatein hooo chandani raatein .....

pichly raat mein hum uth uth kar chupke chupke rooein raay 
pichly raat mein.
sukh ki neend mein meet humaray desh para ay sooin re 
sukh ki neend mein.
dil ke dharkanay tujhay pukarain,
chandani raatein hooo chandani raatein ......

dil ke dharkanay tujhay pukarain aja balam aai baharein
beth kay tanhai mein kar lein dukh sukh ki do baatein 
chandani raatein hoo chandani raatein
sab jag soo ay hum jagein taroon se karein baatein 
chandani raatein hooo chandani raatein.......



No comments:

Post a Comment